mere dil se khelo haay
meri jaan bhi le lo
ho mere dil se khelo haay
meri jaan bhi le lo
lekin tarsaao na
aise tadpaao na
mere dil se khelo haay
meri jaan bhi le lo
lekin tarsaao na
aise tadpaao na
main bahti nadiyaa hun
fir bhi hun pyaasi, fir bhi hun pyaasi
kab samjhoge budhhu
baat jara si, baat jara si
aankhe bhi hai sharaabi
aur gaal hai gulaabi
lo is pe koi geet likh do haay
lekin tarsaao na
aise tadpaao na
mere dil se khelo haay
meri jaan bhi le lo
ho mere dil se khelo haay
meri jaan bhi le lo
lekin tarsaao na
aise tadpaao na
tum bin jawani ki beete naa raate, beete naa raate
aage kahun kaise parde ki baate, parde ki baate
dil tumko hi pukaare na samjhe tum ishaare
lo hum to sanam tum se haare haay
lekin tarsaao na
aise tadpaao na
mere dil se khelo haay
meri jaan bhi le lo
lekin tarsaao na
aise tadpaao na