kaha gaye mamta bhare din
kaise koyi jiye maa tere bin
kaha gaye mamta bhare din
kaise koyi jiye maa tere bin
o maa tujhe dhundhun mai kaha
o maa ke bina suna hai jahan
kaun bhala duniya me maa ki jagah le saka
koyi keh de kya hoti hai maa
aakhir maa hoti hai maa
hatho se khilay ke baaho me jhulaye ke
bahano ki rah me tune najare bichha din
loriya sunay ke hamako sulay ke
apana na socha hampe ninde bhi luta din
maa ki parachhayi han hai meraa bhayi
kaun bhala duniya me maa ki jagah le saka
koyi keh de kya hoti hai maa
aakhir maa hoti hai maa
babul ka pyar tu maa ka dular tu
tere hote maa babul ki yad bhi na aayi
tu hamara vir hai yeh bhi takdir hai
bahano ki rakhi chume bhaiya ki kalayi
dhup kya pata nahi gam kya pata nahi
tere saye me mamta ki chhanv hi mili hai
aansu kya pata nahi dard kya pata nahi
tere angana me yeh kaliya phul si khili hain
maa ki parachhayi ha hai meraa bhayi
kaun bhala duniya me maa ki jagah le saka
koyi keh de kya hoti hai maa
aakhir maa hoti hai maa
tere jaisi ha hoti hai maa
mamta bhare har pal har din
kaise milenge bhaiya hame tere bin
mamta bhare har pal har din
kaise milenge bhaiya hame tere bin
chahe koyi dhundh le jahan
o aisa bhayi milega kaha
hai yeh duwa har bhayi bhayi ho teri tarah
maa jaisi shital puravayiya
ha aakhir hai apna bhaiya