badalo pe pao rakh ke aasma ko chhu liya
jo kabhi kiya na tha wo aaj maine kiya
rahi na koi aarzu paya hai lo maine suku
khwaisho ke hath me, sonp di hai zindagi
khub hai, khas hai, ab khawab si hai zindagi
aise maine dekhe raste wo
jo na bane the mere vaste wo
ujalo ki thi ose jinpe ye hosh jin pe tha lapata
mere hatho se dil jhutha aise
mera na ho ye ho mitana jaise
kabhi na sochi thi jo wo
huyi hai thodi si nayi hai khata
khwaisho ke hath me, sonp di hai zindagi
khub hai, khas hai, ab khawab si hai zindagi
sawalo me so bate jhankte wo
khayalo se bhi aage bhagte wo
guzar ki jo pyari kar ke ikrar kar ke maine yaha
udane hai tabhi to aasman hai
yahi kahi pe aisa bhi jaha hai
khayalo me jo roz aaye, jo roz jaye vo vaisa jaha
khwaisho ke hath me,sonp di hai zindagi
khub hai, khas hai, ab khawab si hai zindagi.