Sun le sara jahan
Aazaad hum hai yahan
Sun le sara jahan
Aazaad hum hai yahan
Aazaad hai yeh kadam
Aazaad hum dil jawan
Toofan uthne lage darmiyaan
Apni nigahon mein hai bijliyan
Rookne na deena
Yeh dhadkan ki raftar
Jab tak hai saasein chale karwa
Rookne na deena
Yeh dhadkan ki raftar
Jab tak hai saasein chale karwa
Dariyan hai hum ko to behna hai
Jo dil mein aaye wo kehna hai
Behkade hum kashtiyaan
Chalkade hum mastiyan
Bikhrade madhoshiyan
Banke baadal ude
Banke baarish gire
Apni marzee ke hai
Hum chura lenge aazadi
Sun le sara jahan
Aazaad hum hai yahan
Aazaad hai yeh kadam
Aazaad hum dil jawan
Toofan uthne lage darmiyaan
Apni nigahon mein hai bijliyan
Rookne na deena
Yeh dhadkan ki raftar
Jab tak hai saasein chale karwa
Yeh jo zamana hai rokega
Yuh gungunane se tokega
Rook jana tu na magar
Aise hi to bekabhar
Behne ki hai yeh umar
Banke baadal ude
Banke bijli gire
Apni marzee ke hai
Hum churalenge aazadi
Sun le sara jahan
Aazaad hum hai yahan
Aazaad hai yeh kadam
Aazaad hum dil jawan
Toofan uthne lage darmiyaan
Apni nigahon mein hai bijliyan
Rookne na deena
Yeh dhadkan ki raftar
Jab tak hai saasein chale karwa
Rookne na deena
Yeh dhadkan ki raftar
Jab tak hai saasein chale karwa
Toofan uthne lage darmiyaan
Apni nigahon mein hai bijliyan
Rookne na deena
Yeh dhadkan ki raftar
Jab tak hai saasein chale karwa
Rookne na deena
Yeh dhadkan ki raftar
Jab tak hai saasein chale karwa.