Zara gungunalein chalo
Ho zara muskuraein chalo
Ajnabee sa ek chehra
Apna bana le chao
Zara gungunalein chalo
Ho zara muskuraein chalo
Zindagi se ek lambha
Phir se chura le chalo
Zara gungunalein chalo
Panavo khaike hum bhaiya
Ghoome gana ke tere
Paniya bharne aaye woh
Mana kare manjeere
Anjani aankhon mein
Doobe doobe hai hum
Jadoo hai nasha koi
Ya bolo hai koi bharam
Kitni shararte karoge
Kitna udham anjana desh hai
Karlo zara sa ssharam
Zara gungunalein chalo
Ho zara muskuraein chalo
Chalo na awara yadon se
Yaadein churalein chalo
Zara gungunalein chalo
Pal do pal ka hai
Chota sa tarana
Zindagi ka hai
Yehi tana bana
Yeh hi lambha yaadon
Mein aana jaana
Beeti baatien ko jaane do
Are fusla ke legai
Anjaani si lehar
Anjane rango ka
Dekha hai humne asar
Dekho na yeh dhana
Rango ki sargam
Pa dha ni sha re ga
Gaati hai sur hai nai
Sun lo na sun lo na sanam
Zara gungunalein chalo
Ho zara muskuraein chalo
Ajnabee sa ek chehra
Apna bana le chao
Zara gungunalein chalo ho.