duniya me nahi hogi tere mere jaisi jodi

ajay vijay ho ho ho ho
humne apne pyar ke pichhe sari duniya chhodi
duniya me nahi hogi tere mere jaisi jodi
duniya me nahi hogi o tere mere jaisi jodi
hum to aag ke gole o ho ho ho o
hum to aag ke gole
sine me liye phire barso nafrat ke shole
ajay vijay vijay ajay
uska hai ehsaan ke jisne
akal hume di thodi
duniya me nahi hogi tere mere jaisi jodi
duniya me nahi hogi o tere mere jaisi jodi
o tere mere jaisi jodi

ghar ho ya virana
humko to har ek manjil pe yahi nagma gaana
ajay vijay ho ho ho ho ho ho ho ho
kasam jo hume sang rahne ki
kasam kisi ne todi
duniya me nahi hogi tere mere jaisi jodi
chand pahad ka tukda suraj ki kiran
padne se dikhe uska mukhda
ajay vijay vijay ajay
o ho o ho o ho o ho
amar abhi to hai jag me
chand suraj ki jodi