aankho me kajal bhara hotho par hai paan
aaj ye kis ke katal ka hota hai saman
ho ye tirchi najar ho ye tirchi najar
aur tikhi ada hotho ki sazawat kya kahna
hotho ki sazawat kya kahna hotho ki sazawat kya kahna
hotho ki sazawat kya kahna aji hotho ki sazawat kya kahna
gaalo ki chamak aankho ki damek
julfo ki banaawat kya kahna julfo ki banaawat kya kahna
julfo ki banaawat kya kahna ji julfo ki banaawat kya kahna
nashili aankh ka jadoo hai wo bole jo sar chadh ke
kaleje par kisi ke hath daalegi to badh badh ke
ho aankho me haya ho aankho me haya
uspe ye mja masti ki milawat kya kahna
masti ki milawat kya kahna masti ki milawat kya kahna
masti ki milawat kya kahna masti ki milawat kya kahna
kisi ka hath is andaaz se dekho wo ji lenge
samjhte hai khilona dil ko kahte hai yahi lenge
madmaati najar madmaati najar balkhati kamar
is dil ko khichawat kya kahna hotho ki sazawat kya kahna
hotho ki sazawat kya kahna hotho ki sazawat kya kahna
hotho ki sazawat kya kahna ji hotho ki sazawat kya kahna