abb agar hamse khudai bhi khafa ho jaye
abb agar hamse khudai bhi khafa ho jaye
gair-mumkin hai ki dil dil se juda ho jaye
gair-mumkin hai ki dil dil se juda ho jaye
jism mit jaye
jism mit jaye ki abb jaan fana ho jaye
jism mit jaye ki abb jaan fana ho jaye
gair-mumkin hai
gair-mumkin hai ki dil dil se juda ho jaye
abb agar hamse khudai bhi khafa ho jaye
abb agar hamse
jis ghadi mujhko pukarengi tumhari baahe
jis ghadi mujhko pukarengi tumhari baahe
rok payengi na sahra ki sulagati rahe
rok payengi na sahra ki sulagati rahe
chahe har sans jhulasne ki saja ho jaye
chahe har sans jhulasne ki saja ho jaye
gair-mumkin hai ki dil dil se juda ho jaye
abb agar hamse
abb agar hamse khudai bhi khafa ho jaye
abb agar hamse
lakh janjiro me jakde yeh jamane vale
lakh janjiro me jakde yeh jamane vale
tod kar band nikal aayenge aane vale
tod kar band nikal aayenge aane vale
shart itni hai ki tu jalwa-numan ho jaye
shart itni hai ki tu jalwa-numan ho jaye
gair-mumkin hai ki dil dil se juda ho jaye
gair-mumkin hai ki dil dil se juda ho jaye
abb agar hamse
abb agar hamse khudai bhi khafa ho jaye
abb agar hamse
jaljale aaye garajdaar ghataye ghere
jaljale aaye garajdaar ghataye ghere
khandke raah me ho tej havaye ghere
khandke raah me ho tej havaye ghere
chahe duniya me kayamat hi bapa ho jaye
chahe duniya me kayamat hi bapa ho jaye
gair-mumkin hai ki dil dil se juda ho jaye
abb agar hamse
abb agar hamse khudai bhi khafa ho jaye
gair-mumkin hai ki dil dil se juda ho jaye
abb agar hamse khudai bhi khafa ho jaye.