kabhi humne nahi socha tha sanam
kabhi humne nahi socha tha sanam
ke tera bin bhi jina padega hume
tera bin bhi jina padega hume
vo daman jo bhara karte the phulo se
use kato se sina padega hume
kabhi humne nahi socha tha sanam
hum jis chaman ko sajate rahe
hum sajate rahe
usi me hume jakham khane pade
khane pade
aur ab fiza ko gale se laga ke
baharo ke matam manane pade
manane pade
khabr kya thi khusi ke jaam ke badle
zahar hamko pina padega
kabhi humne nahi socha tha sanam
hame chhod kar yun jahan me akele
jahan me akele
bataao sanam kyun juda ho gaye
juda ho gaye
mohabbt ki kasme, mohabbat ki rasme
wo vaade mohabbat ke kya ho gaye
kya ho gaye
sanam tujhse juda hokar jiyenge agar
to mar mar ke jina padega hame
kabhi humne nahi socha tha sanam
ke tera bin bhi jina padega hume
tera bin bhi jina padega hume
vo daman jo bhara karte the phulo se
use kato se sina padega hume
kabhi humne nahi socha tha sanam