pyar ki rah dikh duniya ko pyar ki
rah dikha duniya ko
roke jo nafrat ki andhi
tum me koi gautam hoga
tum me koi hoga gandhi
hoga gandhi
pyar ki raah dikh duniya ko
tumhe mohbbat karni hai nange lacharo se
tumhe to hai insaaf mangana
julm ke thekedaro se
tumhe mitane hai sare jhagde takhtaro ke
tumhe bachani hai duniya top teer talwaro se
top teer talwaro se
pyar ki raah dikha duniya ko
roke jo nafrat ki andhi
tum me hi koi gautam hoga
tum me hi koi hoga gandhi
hoga gandhi
pyar ki raah dikha duniya ko
vada karo ki tum na kabhi tufano ghabraoge
mehnat aur sachchai ki rah sada apnaoge
nayi zindagi nayi khushi ka
nayi zindagi nayi khushi ka
naya daur tum laaoge
nayi zindagi nayi khushi ka
nayi zindagi nayi khushi ka
naya daur tum laaoge
dekar apni jaan bhi tum ek naya jahan basaoge
ek naya jahan basaoge
pyar ki rah dikha duniya ko
roke jo nafrat ki andhi
tum me hi koi gautam hoga
tum me hi koi hoga gandhi
pyar ki rah dikha duniya ko