pyar ki rah dikha duniya ko
roke jo nafrat ki aandhi
tum me hi koi gautam hoga
tum me hi koi hoga gandhi
hoga gandhi
pyar ki rah dikha duniya ko
pyar ki rah dikha duniya ko
roke jo nafrat ki aandhi
tum me hi koi gautam hoga
tum me hi koi hoga gandhi
hoga gandhi
pyar ki rah dikha duniya ko
tum badloge ulti chale
bigde hue zamane ki
tum laoge bahar vapas
is ujde virane ki
dekh raha hai khawab zamana
dekh raha hai khawab zamana
murda chand sitaro ki
fikar karo kuch tum duniya ki
bigdi bat banane ki
bigdi bat banane ki
pyar ki rah dikha duniya ko
roke jo nafrat ki aandhi
tum me hi koi gautam hoga
tum me hi koi hoga gandhi
hoga gandhi
pyar ki rah dikha duniya ko