ehsano tale bebas si hai ye hawaye
ghul rahi hai sanson me jese zeher si hawaye
ehsano tale bebas si hai ye hawaye
ghul rahi hai sanso me jaise zeher si hawaye
bemani si zindagi je rahe hai ham
hai raat si har khushi hai
barham hai ham barham hai ham
barham hai ham barham hai ham
agar gunahgar hoo mai mujrim nahi tu bhi kum
khamosh mai bhi dekhoon chup tu bhi dekhe sitam
tu to bhala dara khuda kyun hai bebas tu aise
tu bhi vahi ma bhi vahin dono mitti ke jaise
toote hai is dil ke sare bharam
barham hai ham therate jaa rahe sitam
barham hai hamsehera na shota ye khatam
barham hai ham bebas hamare hai kadam
barham hai ham kyun bekhabar hai aise
khudh ke jahan se hi tu tera likha na bhaye
sunle khuda abh ye tu mann ye mera mujhse kahe
dur chalde yahan se na ho koii nata tere
dard ke is jahan se toote hain sare beroharam
barham hai ham therate ja rahe sitam
barham hai ham sehera na hota ye khatam
barham hai ham tera saware hai bharam
tujhse kya chupa tu to hai khuda
insan ban ke dekh barham hai ham jeene ke liye
marte ham rahen tu bhi mar ke dekh
barham hai ham
khuda jo ho hame tere sang karlu lakeer
nahi banu mera khuda sabh ho meri daleele
chahun na abh tere rahem o karam
ehsano thale ghul rahi hai sanson me.