Aankhon Mein Basa Ke Lyrics | Laxmi

Lyricist : Mohan Singh
Music Director : Mohan Sinha , Timir Baran
Singer : Maya Banerji
                        
                        Aankhon Mein Basa Ke
Baalam Ko Main
Aaj Bani Matwaali
Aankhon Mein Basa Ke
Baalam Ko Main
Aaj Bani Matwaali
Man Ki Nagariya Mein Sakhi
Dekh Aayi Aaj Deewaani
Man Ki Nagariya Mein Sakhi
Dekh Aayi Aaj Deewaani
Aankhon Mein Basa Ke
Baalam Ko Main
Aaj Bani Matwaali
Aankhon Mein Basa Ke
Baalam Ko Main
Aaj Bani Matwaali

Jiske Piya Pardes Base
Bhejoon Likh Likh Paati
Jiske Piya Pardes Base
Bhejoon Likh Likh Paati
More Piya Nis Din Kaise Kaaten
More Piya Nis Din Kaise Kaaten
More Preet Ki Reet Niraali
Isiliye Matwaali
More Preet Ki Reet Niraali
Isiliye Matwaali
Aankhon Mein Basa Ke
Baalam Ko Main
Aaj Bani Matwaali
Aankhon Mein Basa Ke
Baalam Ko Main
Aaj Bani Matwaali.