Surmayii shyaam is tharah aaye
Surmayii shyaam is tharah aaye
Saans lete hai jis tarah saaye
Surmayii shyaam is tharah aaye
Saans lete hai jis tarah saaye
Surmayii shyaam
Koi aahat nahin badan ki kahin
Phir bhi lagthaa hai thu yahin hai kahin
Koi aahat nahin badan ki kahin
Phir bhi lagthaa hai thu yahin hai kahin
Waqt aaya sunaayi detaa hai
Tera saayaa dikhaayi detaa hai
Jaise khushbu nazar se choo jaaye
Jaise khushbu nazar se choo jaaye
Saans lete hai jis tarah saaye
Surmayii shyaam
Din ka job hi pehal guzartha hai
Koi ehasaan saa utharthaa hai
Din ka job hi pehal guzartha hai
Koi ehasaan saa utharthaa hai
Waqt ke paanw dekhthaa hoon mem
Roz yeh chaal dekhthaa hoon mem
Haaye jaise koi khayaal aaye
Haaye jaise koi khayaal aaye
Saans lete hai jis tarah saaye
Surmayii shyaam is tharah aaye
Saans lete hai jis tarah saaye
Surmayii shyaam.