ek haat khud ka utha kar khande pe apne rakha hai
haaregi humse ye uljhan khud se ye humne kaha hai
hum chale the banane mitti ka aashiyana
kale badal usi din chahte the barasna
jana hai hum ko jana hai, jana hai badalon ke paar
ohh jahan pili dhupo ko pili dhupo ko humara intajar
hum sajake rahe khabon ka aashiyana
kaale badal mitake chamkega suraj suhana
jana hai hum ko jana hai, jana hai badalo ke par
ho jahan pili dhupo ko dhupo ko humara intajar
dhup mein chale to chav hone de parayi
jamke sine mein ko hausale tu kar ladayi
hai khada tu yeh sawal leke is tarah se
imtehan bandagi khuda ne khud banayi
dhup me chale to chav hone de parayi
jamke sine mein ko hausale tu kar ladayi
hai khuda tu ye sawaal leke iss tarah se
imtahan bandagi khuda ne khud banayi
kale aandhere hai baithe, apni aakho me aake
thodi si roshani ko, humne bhi rakkha bacha ke
hone do hamara intahan jana hai badalon ke par
ohh jahan pili dhupon ko dhupon ko humara intajar
jana hai hum ko jana hai, jana hai badalon ke par
ho jahan pili dhupo ko dhupo ko humara intajar
dhup me chale to chhav hone de parayi
jamke hausale sine me tu kar ladaayi
hai khada tu yeh sawal leke is tarah se
imtahan bandagi khuda ne khud banayi
dhup me chale to chhav hone de parayi
jamke hausale sine me tu kar ladaayi
hai khada tu yeh sawal leke is tarah se
imtahan bandagi khuda ne khud banayi