ho ho ho
vo dekhne me kaisi sidhi saadi lagti
hai bolti ke wo to kuch nahi samajhati
andar se kitni tej hai
kabhi ajib si, kabhi hasin lagti
kabhi kisi kitaab ka hai scene lagti
philosophy ka craze hai
ho kehti hai ye ik phase hai
vo dekhne me kaisi sidhi saadi lagti
hai bolti ke wo to kuch nahi samajhati
andar se kitni tej hai
kabhi ajib si, kabhi hasin lagti
kabhi kisi kitaab ka hai scene lagti
philosophy ka craze hai
ho kehti hai ye ik phase hai
ha kehti hai ye ik phase hai
pa pa pa para para
ye kaha mai aa gaya, bolo kaisa ye dayyar hai
dil kisi ka ho gaya, na isspe ikhteyaar hai
karu to kya karu, kahu to kya kahu
ye gaana bhi to usko paas laane ka bahana hai
woh chup chup mere dil ke raaz kholti
aatakiye me mere khwaab bhi tatolati
possessiveness ka case hai
jaan-e-ja jaan-e-mann to har gaane me aata hai
parwana romeo har ladka hi bann jaata hai
likhu to kya likhu, banu to kya banu
ye filmo me ladka hi kyun ladki ko phansata hai
mai chahu bhi to mai sabhi wo kar jata hu
wo aaye samne to mai sudhar jata hu
ladki ik full-on chase hai
ho kehti hai ye ik phase hai
vo dekhne me kaisi sidhi saadi lagti
hai bolti ke wo to kuch nahi samajhati
andar se kitni tej hai
kabhi ajib si, kabhi hasin lagti
kabhi kisi kitaab ka hai scene lagti
philosophy ka craze hai
ho kehti hai ye ik phase hai
ha kehti hai ye ik phase hai