Neend nigaahon ki
Kho jaati hai
Kyunki jawaani mein
Ho jaati hai
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Aur muhabbat jo
Ho jaati hai
Jaan hi jaati hai
So jaati hai
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Duniya se judaa iski baaten
Duniya se judaa iski baaten
Guzri hain kai aisi raaten
Jab chaand sitaare bhi soye rahe
Hum unke khayaalon
Mein khoye rahe
Hum ko jagaa ke ye
So jaati hai
Kyunki jawaani mein
Ho jaati hai
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Nazron se lapakte hain sholay
Nazron se lapakte hain sholay
Jal jaata hai dil hauley hauley
Iqraar karo ke inkaar karo
Chup chaap raho ke izhaar karo
Baat ye honi hai
Ho jaati hai
Kyunki jawaani mein
Ho jaati hai
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Qasme na uthhaaye zamaana
Qasme na uthhaaye zamaana
Kyunki mushkil hai
Daaman chhudaana
Har ek qasam dekho toot gayee
Ye jo aap hi un se roothh gayee
Aap manaane ko
Lo jaati hai
Kyunki jawaani mein
Ho jaati hai
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Neend nigaahon ki
Kho jaati hai
Kyunki jawaani mein
Ho jaati hai
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat
Muhabbat muhabbat