maja aa jaye ye kali ghata jo rat bhar barse
yuhi aa aake wo lipte hame bijli ke dar se
mai jab bhi dekhta hu aapki masum ankho me
apni barbadi najar aati hai mujhko
mere chehre se apni nigahe hata lo
mere chehre se apni nigahe hata lo
ke sholo se najuk badan jal na jaye
aaye tufan jawani ka ye barsat ki raat
husan ko dekh ke iman bahak jata hai
meri gaal do phul khilte hue hai
baharo se pahle chaman jal na jaye
jara dekh lene do ji bharke mujhko
jara dekh lene do ji bharke mujhko
ke bhige badan par fisalti ha inajre
tumhari najar kam nahi bijliyo se
adao ka ye bakpan jal na jaye
lachakti kamariya machalti ye bahe
lachakti kamariya machalti ye bahe
meri jaan sab pyar ke raste hai
abhi se kyu itni bechainiya hai
mohabbat ki mithi chubhan jal na jaye
mere chehre se apni nigahe hata lo
ke sholo se najuk badan jal na jaye