bas ek baar bas ek baar aur mil jaaye mujhe
just once, phir kabhi ise apne se dur nahi jane dunga
milo ka jaise tha faasla, sadiyo ka jaise tha rasta
anjan tha dil ke hona hai kya
phir bhi mujhe lagta hai ye, hamko to milna hi tha
milo ka jaise tha faasla, sadiyo ka jaise tha rasta
anjan tha dil ke hona hai kya
phir bhi mujhe lagta hai ye, hamko to milna hi tha
milo ka jaise tha fasla
mujhe mera junun aakhir, kaha se hai kaha laya
jise khwabo me tha dekha use raho me hai paya
itna na chaho yu na saraho
kal mil na paye to jane kya ho
kabhi na kahna aisa tum, abb tum na hona gum
milo ka jaise tha fasla, sadiyo ka jaise tha rasta
anjaan tha dil ke hona hai kya
phir bhi mujhe lagta hai ye, hamko to milna hi tha
milo ka jaise tha faasla
jo tum dekho to dil pighale, jo dil pighale najare jhuke
jhuki najare to tan machale, jo tan machle saanse ruke
pura diwana mai ho gaya hu
paya tumhe to mai kho gaya hu
kabhi na kahna aisa tum, abb tum na hona gum
milo ka jaise tha faasla, sadiyo ka jaise tha raasta
anjaan tha dil ke hona hai kya
phir bhi mujhe lagata hai ye, hamko to milna hi tha.