darbar me huzur ke naazo ada se maang
dil me jo ghar me bana le
kuch aisi sada se maang
bande se maang ke to dekh
bande milega kya
agar maangna hai tujhko
tu apne khuda se maang
zindagi dene wale ye fariyad hai
tere hote huye koi barbad hai
tere hote huye koi barbad hai
zindagi dene wale ye fariyad hai
na liya ek bhi saans aaram hai
fayada bata phir kya tere naam ka
teri rahmat se duniya to aagaz hai
tere hote huye koi barbad hai
tere hote huye koi barbad hai
zindagi dene wale ye fariyad hai
do kadam bhi koi sath de na saka
gire to koi hath de na saka
chal diya chhod kar kaarwa yaad hai
tere hote huye koi barbad hai
tere hote huye koi barbad hai
zindagi dene wale ye fariyad hai
tere hote huye koi barbad hai
tere hote huye koi barbad hai
zindagi dene wale