sheharon se dur masti mein chur mastaani hawa chalati hai
karke singaar banke bahaar dulhan nikalati hai
sheharon se dur masti mein chur
sheharon se dur masti mein chur mastaani hawa chalati hai
karke singaar banke bahaar dulhan nikalati hai
chalte chalte raste mein raahi khone lagta hai
baithe bithaaye kya kuch man mein hone lagta hai
chalate chalte raste mein raahi khone lagta hai
baithe bithaaye kya kuch man mein hone lagta hai
ki parbat ke niche yu bekaraar jharano
ki dhaar girati sambhalati hai
karke singaar banke bahaar dulhan nikalti hai
sheharon se dur masti mein chur mastaani hawa chalti hai
karke singaar banke bahaar dulhan nikalti hai
aisi jagah par aakar wapas jana mushkil hai
aisa lagta hai yahi kahi meri manjil hai
aisi jagah par aakar wapas jana mushkil hai
aisa lagta hai yahi kahin meri manjil hai
ki aanchal ke pichhe kuch aisi baat dhadkan ke sath
dil mein machalti hai
karke singaar banake bahaar dulhan nikalti hai
sheharon se dur masti mein chur mastaani hawa chalti hai
karke singaar banke bahaar dulhan nikalti hai.