Tum kahan ho tum kahan ho
Tum kahan ho tum kahan ho
Tum kahan ho tum kahan ho
Kho gaye hai aarzu ke kaarwa
Kho gayi hai manzil hamari benisa
Tum kahan ho tum kahan ho
Chhod kar tum chal
Diye majdhar mein
Lut gaye ham pyar mein
Reh gayi dil hi mein dil ki daastan
Tum kahan ho tum kahan ho
Tum kahan ho tum kahan ho
Tum kahan ho
Zapt karne par bhi
Aansu aa gaye
Pyar ko behka gaye
Zapt karne par bhi
Aansu aa gaye
Pyar ko behka gaye
Dard ko samjhe
The ham to bezuba
Tum kahan ho tum kahan ho
Tum kahan ho tum kahan ho
Tum kahan ho
Dil kisi surat bahalta hi nahi
Dam nikalta bhi nahi
Ban gaye dushman
Zameen aur aasmaan
Tum kahan ho tum kahan ho
Tum kahan ho tum kahan ho
Tum kahan ho.