unhe dekhe to wo munh fer karke muskurate hai
agar ham muskuraye ye aankhe dikhate hai
unhe dekhe to wo munh fer karke muskurate hai
agar ham muskuraye ye aankhe dikhate hai
idhar bhi husn ke sad ke mein
apne dekh le jaalim
idhar bhi husn ke sad ke mein
apne dekh le jaalim
magar fursat kaha ye log jo munh banate hai
agar ham muskuraye to hame aankhe dikhate hai
hame aankhe dikhate hai hame aankhe dikhate hai
sarasar julm hai unka
kahe ye kaun dilwala haa
sarasar julm hai unka
kahe ye kaun dilwala haa
magar unse kahe to tikhi
najar se dil jalate hai
agar ham muskuraye to hame aankhe dikhate hai
hame aankhe dikhate hai hame aankhe dikhate hai