antul hawe ke ye dekho ye kahe ye aaye tere diwane
jame nazar jo chalke agar to lut jaye maykhane

hamne to diya sagar tune gava diya
soyi thi tamnaye tune jaga diya haye dilbar kya kiya
o sitamgar kya kiya ke lut gaye mastane
chan hawe ke ye dekho ye kahe ye aaye tere diwane
jame nazar jo chalke agar to lut jaye maykhane
tumse kyu mohabbat hai socha nahi kabhi
apna dil kisi pe yu aaya nahi kabhi
haye dil ki kaliya kya khili
tumse nazar kya mili ke ban gaye afsane
antul hawe ke ye dekho ye kahe ye aaye tere diwane
jame nazar jo chalke agar to lut jaye maykhane
roko na nigaho ko aisa bhi kya sanam
janeman mohabbat me hota hai ye sitam
haye dil lagakar ke dekh lo
aazma kar dekh lo ke ham nahi begane