mohabbat karke sharmana ye aadat hai hasino ki
aur inki har ada par jaan de dete hai diwane
yaha to saikdo firite hai khast haal diwane
raham kis kis pe kare ham aur sune kis kis ke afsane
husnwalo se haye husnwalo se na milna ye daga dete hai
husnwalo se na milna ye daga dete hai
chahne walo ko mitti me mila dete hai
chahne walo ko mitti me mila dete hai
husnwalo se na milna husnwale hi
husnwale hi to ulfat ka sila dete hai
husnwale hi to ulfat ka sila dete hai
ishq ko pyar ke andaaz sikha dete hai
ishq ko pyar ke andaaz sikha dete hai
karke barbad hame haste hai pathar ke sanam
karke barbad hame haste hai pathar ke sanam
chin lete hai khushi de ke umar bar ka gam
chin lete hai khushi de ke umar bar ka gam
dil to le lete hai ye kha ke apne sar ki kasam
in hasino ke vade bhala kya vade hai
aaj khate hai kasam haye aaj khate hai kasam
kal ye bhula dete hai
aaj khate hai kasam kal ye bhula dete hai
husn ke dam se hai nadano mohabbat ka chalan
husn ke dam se hai nadano mohabbat ka chalan
husn ke dam se hai aabad tumhara gulshan
husn ke dam se hai aabad tumhara gulshan
ham na hote to na hota kabhi do dil ka milan
ham bhi hai bhigdi huyi taqdeer banane wale
dard dekar tumhe insaan bana dete hai
dard dekar tumne insaan bana dete hai
had hai ehshan faromoshi ki bhi alla kasam
had hai ehshan faromoshi ki bhi alla kasam
inse parda jo karo to ye hai bhi julm sitam
inse parda jo karo to ye hai bhi julm sitam
inko jalwa bhi dikhaye to gunhegar hai ham
sach to ye hai ke ye ham logo se jalte hai
kyonki ham inko bhi aaina dikha dete hai
husn wale hi to ulfat ka sila dete hai
husn wale hi to ulfat ka sila dete hai
chahane wale ko diwana bana dete hai
chahane wale ko diwana bana dete hai