Chakravyuh Ka Chakra Lyrics | Mahabharat

                        
                        Chakravyuh ka chakra gira
Hai kourav dal ki chaal hai
Aaj kal ki chati per abhimanyu
Jaisa bal hai samne is vyuh mein
Pehle jaydrath aa gaye
Veer abhimanyu ke hatho ye
Bhi muh ki kha gaye pehale
Socha maar dhalu kya yahi
Satkarm hai fir kaha na marna
Murchhit ko ghour adharm hai
Chal kapat ki ye ladayi dekh kar
Hoti vyatha saat yodhhao se
Ladte ek balak ki katha
Ye mahabharat ki katha
Ye mahabharat ki katha

Samne dekha khade ye karan sar ucha liye
Baan abhimanyu ka chhuta
Baan abhimanyu ka chhuta
Dhanush ke tukade kiye
Hila dushasan ka aasan
Hila dushasan ka aasan wo bhi
Bhaga kanp ke kaun aage ayega
Jwalamukhi is aag ke
Ab lo dekho ab lo dekho
Banjo ke pyare mama aa gaye
Aaj ye pase na palte ulte jansa kha gaye
Ithar dekho dhanurdhari shailya saj dhaj kar khada
ye thi tuta is tarah jo dal se patta jada
Jwal bhadki aaj duryodhan ki bhi na khair hai
Aaj wish ugalega ye sadiyo purana wair hai
Sabne socha is tarah balak ye bhaj na aayega
Kut niti se ise maro tabhi mar jayega
Ik taraf sato  maharathi ek taraf balak akela

Fir jab tak pran tan mein kshatriyo ka khel khela
Wah re wah pyare bhatije tujhse ujjval wansh hai
Aa gale mil le gadi bhar tu hamara ansh hai
Is tarah ek chal tapti chali duryodhan chala
Gale milne ke bahane nij bhatije ko chala
Peeth par abhimanyu ke ek baan dokhe ka chala.