Bhole baba
Bhole baba ho bhole baba
Ye kaisa sansar hai tera
Sabke sarjan har
Pap yaha pag pag par jite
Dharam ki hoti har
Dharam ki hoti har
Mujhe ye bata
De o bhole baba
Hui ki anath tere
Dawar bhole baba
Mujhe ye bata
De o bhole baba
Hui ki anath tere
Dawar bhole baba
Mujhe bata
De o bhole baba
Leke aayi thi aash
Hoga dur dukh mera
Ujda suhag kahe
Bikhra ye sindur mera
Jivan ki naiya
Lage kaha par jake
Jivan ki naiya
Lage kaha par jake
Tuti patwar mile
Kaise jake kinara
O bhole baba
Mujhe ye bata
De o bhole baba
Hui ki anath tere
Dawar bhole baba
Mujhe ye bata
De o bhole baba
Mahima suni thi
Vishvnath tere naam ki
Laz na jaye yaha
Sare tirth dham ki
Tere pas aake
Mitenge jo punay mere
Tere pas aake
Mitenge jo punay mere
Muchh le kahega
Kya tujhe jag sara
O bhole baba
Mujhe ye bata
De o bhole baba
Hui ki anath tere
Dawar bhole baba
Mujhe ye bata
De o bhole baba
Ye bhole nath mere
Nath ko tu jivan de de
Tu hai dani to aaj
Dukhiya ki jholi bhar de
Meri jholi bhar de
Kya mai manu tirtho
Me jaa nahi hai
Mandir me bas pathar
Hai bhagwan nahi hai
Bolo kya tum dharti
Par bhagwan nahi hai
Bolo kya tum dharti
Par bhagwan nahi hai
Bhole baba bhole
Baba bhole baba.