dil to razamand hai
phir bhi zaba band hai
dil to razamand hai
phir bhi zaba band hai
kaise kahu mujhko mera baalma pasand hai
dil to razamand hai
phir bhi zaba band hai
kaise kahu mujhko mera baalma pasand hai
dil to razamand hai
dil chup rah gaya
haule haule dol ke
bhed sara khol diya
ankhiyo ne bol ke
dil chup rah gaya
haule haule dol ke
bhed sara khol diya
ankhiyo ne bol ke
na jane kaun ghadi piya tose aankh ladi
badi mushkil padi ho
na jane kaun ghadi piya tose aankh ladi
badi mushkil padi ho
dil to razamand hai
phir bhi zaba band hai
kaise kahu mujhko mera baalma pasand hai
dil to razamand hai
aaj najar kahin aisi fisli
daud gayi nas nas me bijli
aaj najar kahin aisi fisli
daud gayi nas nas me bijli
najaro ke teer laage
naye armaan jaage
ab kahin ji na laage ho