o paise tu bhagwan nahi
par gun tujhme bhagwan ke hai
o paise tu bhagwan nahi
par gun tujhme bhagwan ke hai
o paise
vo bhi takdir banata hai
tujhse bhi bigadi banti hai
vo bhi takdir banata hai
tujhse bhi bigadi banti hai
vo sabko roti deta hai
tujhse bhi puri chhanti hai
dono ke, dono ke dar tak jate
raste jitne insan ke hai
o paise tu bhagwan nahi
par gun tujhme bhagwan ke hai
o paise
ho tujhse khanakti jaib to
fir begane ko bhi pyar aaye
ho tujhse khanakti jaib to
fir begane ko bhi pyar aaye
khushiya rut kya surat pe teri
diwane ko bhi pyar aaye
pyare tu, pyare tu agar ho
pass to fir anjane bhi pehchante hai
o paise tu bhagwan nahi
par gun tujhme bhagwan ke hai
o paise
allah ke masjid me pandit ruk jane
se inkar kare
allah ke masjid me pandit ruk jane
se inkar kare
bhagwan ke mandir me mulla jhuk jane
se inkar kare
paise pe, paise pe magar
sab jhukte hai bande
jitne iman ke hai
o paise tu bhagwan nahi
par gun tujhme bhagwan ke hai
o paise