Sun mere mitwaa
Sun mere mitwaa
Sun mere mitwaa
Sun mere mitwaa
Nadiyaan kinaare ek gaanv re
Ek din aaisi aandhi aayi
Kho gayi usmein
Peepal chaanv re
Sun mere bandhu
Sukh dukh toh hai
Aati jaati badariya
Raat ke aanchal se nilkegi
Bhor ki dagariya
Sun mere mitwaa
Sun mere mitwaa
Nadiyaan kinaare ek gaanv re
Ek din aaisi aandhi aayi
Kho gayi usmein
Peepal chaanv re
Sun mere bandhu
Sukh dukh toh hai
Aati jaati badariya
Raat ke aanchal se nilkegi
Bhor ki dagariya
Khet mein sona lehrata tha
Har ghar tha khush haal
Khet mein sona lehrata tha
Har ghar tha khush haal
Baadh kabhi bhookamp ne
Maara kabhi pada aakaal
Pal mein bikhra
Pal mein bikhra haar gaye
Sab jeeta huan daanv re
Sun mere bandhu such
Dukh toh hai aati
Jaati badariya
Raat ke aanchal se
Nilkegi bhor ki dagariya
Sun mere mitwaa
Sun mere mitwaa
Nadiyaan kinaare
Ek gaanv re
Ek din aaisi aandhi aayi
Kho gayi usmein
Peepal chaanv re
Sun mere bandhu such
Dukh toh hai aati
Jaati badariya
Raat ke aanchal se
Nilkegi bhor ki dagariya
Sone jaise din hote
The chaandi jaisi rain
Sone jaise din hote
The chaandi jaisi rain
Jaane laagi kiski nazariya
Loot gaya sabka chain
Aas kinaare
Aas kinaare doob gayi
Thi khushiyon ki naav re
Sun mere bandhu such
Dukh toh hai aati
Jaati badariya
Raat ke aanchal se
Nilkegi bhor ki dagariya
Sun mere mitwaa
Sun mere mitwaa
Nadiyaan kinaare ek gaanv re
Ek din aaisi aandhi aayi
Kho gayi usmein
Peepal chaanv re
Sun mere bandhu such
Dukh toh hai aati
Jaati badariya
Raat ke aanchal se
Nilkegi bhor ki dagariya.