kaha ho tum, zara aawaz do, ham yaad karte hai
kabhi bharte hai aahe aur kabhi fariyad karte hai
kaha ho tum, zara aawaz do
juda bulbul hai apne phul se aur ro ke kahti hai

saari duniya diya vo zulm ho sayyaad karte hai
kaha ho tum, zara aawaz do
jaha hai aur ab jis haal me hai, ham tumhare hai

tumhi aabad ho dil me, tumhi ko yaad karte hai
kaha ho tum, zara aawaz do, ham yaad karte hai
hamari bebasi ye hai ki ham kuchh kah nahi sakte

vafa badnaam hoti hai agar fariyad karte hai
kaha ho tum, zara aawaz do
tere kadmo me rahne ki tamanna dil me rakhte hai

juda duniya ne hamko kar diya fariyad karte hai

kaha ho tum