Woh bhuli dastan lo
Phir yaad aa gayi
Nazar ke samnae
Ghata si chhaa gayi
Nazar ke samnae
Ghata si chhaa gayi
Woh bhuli dastan lo
Phir yaad aa gayi
Kahan se phir chale aaye
Yeh kuchh bhajke hue saaye
Yeh kuchh bhule hue nagme
Jo mere pyaar ne gaye
Yeh kuchh bhichhdi hui yaadein
Yeh kuchh toote hue sapne
Paraaye ho gaye to kya
Kabhi yeh bhi to the apne
Na jaane inse kyun milkar
Nazar sharma gayi
Woh bhooli dastaan
Lo phir yaad aa gayi
Bade rangeen zamaane the
Taraane hi taraane the
Magar ab poochhta hai dil
Woh din the yaa fasaane the
Faqat ik yaad hai baaki
Bas ek fariyaad hai baaki
Woh khusiyan loot gayi lekin
Dil yebarbaad hai baaki
Kahan the zindagi meri
Kahan par aa gayi
Woh bhuli dastan
Lo phir yaad aa gayi.