Kahi kanto me mahak hai
Kahi kanto me mahak hai
Kahi phulo me chuban hai
Ae dil tu hi bata mujhko
Ye kaisa chaman hai
Kahi kanto me mahak hai
Kahi phulo me chuban hai
Ae dil tu hi bata mujhko
Ye kaisa chaman hai
Kahi kanto me mahak hai
Kabhi manjil ki
Nazar aati hai tasvire
Kabhi pairo se
Lipat jati hai zanzire
Na sapno ko sahara le
Ye diwanapan hai
Kahi kanto me mahak hai
Kahi phulo me chuban hai
Ae dil tu hi bata mujhko
Ye kaisa chaman hai
Kahi kanto me mahak hai
Kabhi kirno se baras
Jata hai andhiyara
Kabhi hasne ko taras
Jata hai ujiyara
Wo humse bhi mile jisko
Khushi ki lagan hai
Kahi kanto me mahak hai
Kahi phulo me chuban hai
Ae dil tu hi bata mujhko
Ye kaisa chaman hai
Kahi kanto me mahak hai
Kahi phulo me chuban hai
Ae dil tu hi bata mujhko
Ye kaisa chaman hai
Kahi kanto me mahak hai