shri ram ram shri ram
man ke kore kagaj pe tasvir khich lo ram ki

kankar se shankar tak gaye mahima jinke nam ki

suraj jaisa tej hai mukh pe or chanda ka salonapan

kesh hai kale megh ho jaise mastak jaise nile gagan
nain kamal bhohe kamaal si nain kamal bhohe kamaal si
hotho pe chawi muskan ki
man ke kore kagaj pe tasvir khich lo ram ki
parwat sa hai waksh ram ka bal agadh hai baho me

har tirth hai devlaye le hai inke charan ki chaw me
rang sawla khile ang pe rang sawla khile ang pe
sobha jaise sham ki man ke kore kagaj pe tasvir khich lo ram ki
mathe tilak kan me kundal shish mukut man ko mohe

gale vejainti mal viraaje pitambar tan pe sohe
dhum machi hai teen lok me dhum machi hai teen lok me
do akshar ke nam ki man ke kore kagaj pe tasvir khich lo ram ki