Kaaton mein rahnewale
Kaaton se kya darenge
Kaaton mein rahnewale
Kaaton se kya darenge
Has haske afato ka
Hum samna karenge
Has haske afato ka
Hum samna karenge
Kaaton mein rahnewale
Har hal mein khus hoon main
Kuch bhi nahi kahna hai
Jis hal mein rakhe tu
Us hal mein rahna hai
Minnat nahi karenge
Hamse na tu ye kahna
O aasman wale
Nafrat me tu na rahna
Tere hi faisle ko
Manjur hum karenge
Tere hi faisle ko
Manjur hum karenge
Kaaton mein rahnewale
Thokre kha kha ke ek
Din khak mein mil jayege
Par tere julmo sitam
Na juba par layenge
Marna to ek din hai
Darne se fayda kya
Sikwa gila kisi ka
Karne se fayda kya
Rakha hai soch hamne
Haste hue marenge
Rakha hai soch hamne
Haste hue marenge
Kaaton mein rahnewale
Kaaton se kya darenge
Has haske afato ka
Hum samna karenge
Has haske afato ka
Hum samna karenge
Kaaton mein rahnewale.