kabhi tanhaiyo me ek aisi bhi ghadi aayi

bahut rone ki koshish ki magar fir bhi hasi aayi
maja kya dil ko aata hai najane bekarari me
tadap utha ye dil diwana agar dham bhar khushi aayi
tadap utha ye dil diwana agar dham bhar khushi aayi
kabhi tanhaiyo me ek aisi bhi ghadi aayi
kabhi basti se gabrake jo virane me aa nikle
to bechaini bhi saye ki tarah piche chali aayi
to bechaini bhi saye ki tarah piche chali aayi
kabhi tanhaiyo me ek aisi bhi ghadi aayi
kisi ko bhul jane ka irada jo kiya maine
mujhe rah rah ke samjhane mere gul ki lagi aayi