Jo aapne samjha hain hamein
Woh nahin hai hum
Hum kya hain ye samjha de
Aap ko toh kam se kam
Kya aasmaan girjaayega
Do chaar ghunt pee hum le toh
Kya aasmaan girjaayega
Do chaar ghunt pee hum le toh
Mehfil mein maza aa jaayega
Do chaar ghunt pee hum le toh
Ke pee pee pee pyare dil laga ke pee
Jab nikal jaayega jee phir kaun kahega
Pee pee pee pyare dil laga ke pee
Ke pee pee pee pyare dil laga ke pee
Ke pee pee pee pyare dil laga ke pee
Hey jaisi raat aayi hain
Aisi raat aayegi na kabhi yahaan
Hey jaisi raat aayi hain
Aisi raat aayegi na kabhi yahaan
Pehla kadam hain mera
Ye tere anjuman mein
Kya aag si lagi hain
Ye tere tan badan mein
Ek pal mein hosh ud jayega
Do chaat ghunt hum peele toh
Mehfil mein maza aa jaayega
Do chaar ghunt hum pee le toh
Ke pee pee pee pyare dil laga ke pee
Jab nikal jaayega jee phir kaun kahega
Ke pee pee pee pyare dil laga ke pee
Ke pee pee pee pyare dil laga ke pee
Hey bole kya zamana kya
Logo se chhupana kya dil ki daastaan
Bole kya zamana kya
Logo se chhupana kya dil ki daastaan
Jeevan mein rang bharde
Botal ka laal paani
Is rang mein na doobe
Woh bhi hain kya jawaani
Har raaz aaj khul jaayega
Do chaar ghunt hum peele toh
Mehfil mein maza aa jaayega
Do chaar ghunt pee hum le toh
Ke pee pee pee pyare dil laga ke pee
Jab nikal jaayega jee phir kaun kahega
Ke pee pee pee pyare dil laga ke pee
Ke pee pee pee pyare dil laga ke pee.