Mere deewanepan
Ki bhi dawa nahi
Mere deewanepan
Ki bhi dawa nahi
Maine jaane kya sun liya
Tune toh kuchh kaha nahi
Mere deewanepan
Ki bhi dawa nahi
Mere deewanepan
Ki bhi dawa nahi
Main yeh samajha mere
Dil ki koyi hasrat nikal gayi
Main yeh samajha mere
Dil ki koyi hasrat nikal gayi
Tune dekha mujhe aise
Ke tabiyat machal gayi
Warana tere sar ki kasam
Aadami main bura nahi
Mere deewanepan
Ki bhi dawa nahi
Mere deewanepan ki haay
Beadab hoon main deewaana
Iss kadar tu khafa huyi
Beadab hoon main deewaana
Iss kadar tu khafa huyi
Chhu liya kyun badan
Tera tauba kaisi khata huyi
Saari duniya mein koyi
Mere laayak saja nahi
Mere deewanepan
Ki bhi dawa nahi
Mere deewanepan
Ki bhi dawa nahi
Chaandani raat mein jaise
Rukhe gul pe kiran padi
Chaandani raat mein jaise
Rukhe gul pe kiran padi
Besabab ruthkar tere
Maathe pe yuun shikan padi
Mere mehbub yeh teri
Berukhi hai ada nahi
Mere deewanepan
Ki bhi dawa nahi
Mere deewanepan
Ki bhi dawa nahi.