Agar aasamaan tak mere haath jaate
To kadmo main tere sitare bichhate
Agar aasamaan tak mere haath jaate
To kadmo main tere sitare bichhate
Kahi door pariyo ki nagri main chal kar
Mohabbat ka ek aasiyana banate
Agar aasamaan tak meraa haath jaate
To hum chaandani se raahe sajate
Kahi door pariyo ki nagri main chal kar
Mohabbat ka ek aasiyana banate
Agar aasamaan tak mere haath jaate
To kadmo main tere sitare bichhate
Yaha par wahaa par bikherenge kaliya
Mahekti rahetg ye phoolo ki galiya
Yaha par wahaa par bikherenge kaliya
Mahekti raheti ye phoolo ki galiya
Ye zil mil karere resmi se najare
Chalenge yahaa dhadkano ke isaare
Chalenge yahaa dhadkano ke isaare
To kirnoi ka aangan main pahera bithate
Agar aasamaan tak mere haath jaate
Yahaa sirf barse wafaao ke badal
Bhigo ke hume to ye kar denge pagal
Yahaa sirf barse wafaao ke badal
Bhigo ke hume to ye kar denge pagal
Yahaa hum baharo ki chadar bichae
Mohabbat ki khusboo yaha par lutaye
Mohabbat ki khusboo yaha par lutaye
Khushiyo ke panchi yahaa hum udate
Agar aasamaan tak mere haath jaate
Kahi door pariyo ki nagri main chal kar
Mohabbat ka ek aasiyana banate
Agar aasamaan tak meraa haath jaate
To hum chaandani se raahe sajate
To kadmo mai tere sitare bichhate
To hum chaandani se raahe sajate
To kadmo mai tere sitare bichhate.