baba ki bitiya hui parayi, jhar jhar bahti hai asuan dhara
kahe ko roye babul more, chhod chali me apna dhular
raja ho ya rank ho koi, sab ne is par mangi dhar
baba ki bitiya hui parayi, jhar jhar bahti hai asuan dhara
kahe ko roye babul more, chhod chali me apna dhular
pahle fere ka pahala vachan hai
pahle fere ka pahala vachan hai, mera pati parmesawar jaise
duje fere ka duja vachan hai
duje fere ka duja vachan hai, saas sasur ma baba jaise
tije fere ka teeja vachan hai, me ghar ki maryada badhau
chote fere ka chota vachan hai, vansh bel ko aage badau
dholi uthi hai hui vidayi, leke chale hai jaan ka hath
baba ki bitiya hui parayi
panchve fere ka panchva vachan hai
panchve fere ka panchva vachan hai, garh laxmi ka rup dharu me
chatve fere ka chatva vachan hai
chatve fere ka chatva vachan hai, dever nanad ko bai bahan kahu me
satve fere ka satva vachan hai, jab bhi maru me suhagan maru me
sato vachan jo mene liye hai, ram kirpa se pure karu me
mayake se uth ke, aa gayi doli, pahuch gayi hai sajna ke dwar