phool se badan ki saugat de do
tan hai mera bijali chuna na dekho
apni aankho me tum mujhko saja lo
buri najar mujhpe na aise dalo
o gulab ki kali baharo me to tu pali
gulaliya lavo ki de de
saya hotho ka mere sanam jaha jaha pade
vaha vaha gulab khil gaye
phool se badan ki saugat de do
tan hai mera bijali chuna na dekho
apni aankho me tum mujhko saja lo
buri najar mujhpe na aise dalo
dekh ke tera huno jawani dil bhare na mera rup rani
ek tu hi nahi hai diwana hai mohabbat bhi meri diwani
nahi chupti hai jab ye khilti hai bago me raat rani
sham dhalne do dil machalne do aayegi ye diwani
bekarar kab se hai dil mera kar tu intjar to jara
aag si lagi hai sare hi badan me yar mere sun le meri
chupke chupke vakt rahte hotho ki tu chav leke aaja
phool se badan ki saugat de do
tan hai mera bijali chuna na dekho
apni aankho me tum mujhko saja lo
buri najar mujhpe na aise dalo
o gulab ki kali baharo me to tu pali
gulaliya lavo ki de de
saya hotho ka mere sanam jaha jaha pade
vaha vaha gulab khil gaye
phool se badan ki saugat de do
tan hai mera bijali chuna na dekho
maar ke tir pe tir tune mere dil ko diya chir tune
har adaa pe teri jhum lunga tera har ghav mai chum lunga
hai ye ghayal tan dekhe tujhko man yu ye jalan dur kar de
mel ye dil ka khel ye dil ka pyar se pura kar de
sab khataye tujhko maaf hai raste hamare saaf hai
baar baar tere ha karne lagi phere hoke raaji jismo jaan
haar dene ke hi pahle mujhko lutane ki sochi
phool se badan ki saugat de do
tan hai mera bijali chuna na dekho
apni aankho me tum mujhko saja lo
buri najar mujhpe na aise dalo
o gulab ki kali baharo me to tu pali
gulaliya lavo ki de de
saya hotho ka mere sanam jaha jaha pade
vaha vaha gulab khil gaye
phool se badan ki saugat de do
tan hai mera bijali chuna na dekho
apni aankho me tum mujhko saja lo
buri najar mujhpe na aise dalo.