tera aana bhi dhokha tha
tera jana bhi dhokha hai
mera dil to na maanega
jo in aankhon ne dekha hai
tera aana bhi dhokha tha
tujhe paa kar har ik shay ki
tamanna chhod baithe the
hame ab ye na samjhana
mohabbat ik tamasha hai
mohabbat ik tamasha hai
jo in aankhon ne dekha hai
tera aana bhi dhokha tha
tera jaana bhi dhokha hai
mera dil to na manega
jo in aankhon ne dekha hai
tera aana bhi dhokha tha
jo dil mera nahi badla
nazar teri bhi kyun badle
magar duniya to kehti hai
yaha aisa bhi hota hai
yaha aisa bhi hota hai
jo in aankhon ne dekha hai
tera aana bhi dhokha tha
tera jaana bhi dhokha hai
mera dil to na manega
jo in aankhon ne dekha hai.