Tum humse milo hum tumse mile
Logo ko manzoor nahi, manzoor nahi
Tum humse milo hum tumse mile
Ye logo ko manzoor nahi, manzoor nahi
Wo baat bahla phir kaise ho
Jo duniya ka dashtur nahi
Dashtur nahi
Hotho pe hansi na kiye apne
Ashako ko chhupaya hai humne
Aankhe bhi churayi hai humne
Daman bhi bachaya hai humne
Ye yaad rahe lekin tumko
Majbur hai hum, magar
Magarur nahi, magarur nahi
Tum humse milo hum tumse mile
Logo ko manzoor nahi, manzoor nahi
Duniya ki diware lekin
Ye ulfat tod hi deti hai
Ye tute dil tute rishate
Ye kismat jod bhi deti hai
Oo ho, jis din hum tum mil
Jayenge, wo din shayad ab
Dur nahi, ab dur nahi
Tum humse milo hum tumse mile
Logo ko manzoor nahi, manzoor nahi
Wo bat bahla phir kaise ho
Jo duniya ka dashtur nahi
Dashtur nahi.