Ye kaun hansa arey kaun hansa
Ye kaun hansa arey kaun hansa
Aisa laga mujhe jaise meri gali me
Koi dhire se aake bade pyar se
Pukare mera naam, kaise
Ye kaun hansa arey kaun hansa
Aisa laga mujhe jaise meri gali me
Koi dhire se aake bade pyar se
Pukare mera naam, ae
Ye kaun hansa arey kaun hansa
Kya kahu kabhi aisi ho jati hu magan
Main to chup rahu magar
Hansa hai tan badan
Kya kahu kabhi aisi ho jati hu magan
Mani to chup rahu magar
Hansa hai tan badan
Ye na janu kaise aa aa aa
Ye na janu kaise baithe baithe hi jaise
Apne hi chhue se gudgudi si
Uthe hai mere raj
Ye kaun hansa arey kaun hansa
Ho koi na ho lekin itna to hai jarur
Main thahar thahar jau chal chal ke thodi dur
Ho koi na ho lekin itna to hai jarur
Main thahar thahar jau chal chal ke thodi dur
Jab kaisi hu main aa aa aa
Jab kaisi hu main jab bhi chhaye andhere
Lage pichhe se mere koi
Mera dupatta raha tham hui ma
Ye kaun hansa arey kaun hansa
Main nahi nahi phir kaun kaun
Ye kaun hansa arey kaun hansa
Main nahi nahi phir kaun kaun
Main nahi ha ha.