Saaz bajta rahe raksh hota rahe
Zindagi bas yuhi muskurati rahe
Saaz bajta rahe raksh hota rahe
Zindagi bas yuhi muskurati rahe
Saaz bajta rahe
Zindagi ek chalakta hua jam hai
Ek hasi muskurahat ka ye nam hai
Zindagi ek chalakta hua jam hai
Ek hasi muskurahat ka ye nam hai
Hoth hilte rahe phul khilte rahe
Zindagi bas yuhi muskurati rahe
Saaz bajta rahe raksh hota rahe
Shama pe aake parwane jalte rahe
Shama pe aake parwane jalte rahe
Kafile aashiki ke ye jalte rahe
Husn sota rahe ishk rota rahe
Zindagi bas yuhi bas muskurati rahe
Saaz bajta rahe rashk hota rahe
Gulbadan chandani me nahate rahe
Aag lahro ke dil me lagate rahe
Gulbadan chandani me nahate rahe
Aag lahro ke dil me lagate rahe
Raat badhti rahe osh padti rahe
Zindagi bas yuhi muskurati rahe
Saaz bajta rahe rashk hota rahe
Phool bago se julfo me aate rahe
Phool bago se julfo me aate rahe
Nagino ke dilo ko lubhati rahe
Mel hote rahe khel hote rahe
Zindagi bas yuhi muskurati rahe
Saaz bajta rahe rashk hota rahe
Aarzuo ke mele lagate hue
Pyar ki dastane sunate hue
Aarzuo ke mele lagate hue
Pyar ki dastane sunate hue
Log aate rahe log jate rahe
Zindagi bas yuhi muskurati rahe
Saaz bajta rahe rashk hota rahe
Zindagi bas yuhi muskurati rahe
Saaz bajta rahe rashk hota rahe.