Mahfil me aap aaye
Mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya
Mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya
Ye rukh pe kali julfe julfe
Ye rukh pe kali julfe ye badlo ka shaya
Mahfil me aap aaye jaise ke chand shaya
Aapke aane se
Aapke aane se is dil ne dhadkna sikha
Bin tere hos ke aalam me bahekna sikha
Dard aaho ka maja kya hai ye jana humne
Halki halki si kisi aanch me tapna sikha
Kuchh hum bhi or chamke chamke
Kuchh hum bhi or chamke
Kuchh dil bhi jagamagaya
Mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya
Haye re rang badalna teri ranayi ka
Ab to muskil hai sambhalna tere saudayi ka
Bekarari ka ye yuhi fiza mahan bahut
Gum na tha pahle is alam teri angadayi ka
Us par tera jhijhakana jhijhkana
Us par tera jhijhakana
Kuchh or rang laya
Mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya
Tum na dekho to tamnna hame tadpati hai
Dekhte ho to kayamat si gujar jati hai
Muskurahat hai ke lahrati hai bijli jaise
Dekhiye aaj to kiski kaza aati hai
Ghabrayi samme mahfil mahfil
Ghabrayi samme mahfil
Parwana jagmagaya
Mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya
Ye rukh pe kaali julfe julfe
Ye rukh pe kaali julfe ye badlo ka saya
Mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya.