Laakho mein hazaaro mein hai mera mehboob
Chand sitaro mein hai mera mehboob
Laakho mein hazaaro mein hai mera mehboob
Chand sitaro mein hai mera mehboob
Us ki wo chaal tauba range jamaal tauba
Arey apna yeh haal tauba tauba tauba
Laakho mein hazaaro mein hai mera mehboob
Chand sitaro mein hai mera mehboob
Laakho mein hazaaro mein hai mera mehboob
Chand sitaro mein hai mera mehboob
Pehale kabhi dekhi nahi aisi wo bahar
Pehale kabhi dekhi nahi aisi wo bahar
Dil mera aa hi gaya ho hi gaya pyaar
Aankho mei sawal tauba rangat gulaab tauba
Arey aashiq behaal tauba tauba tauba
Laakho mein hazaaro mein hai mera mehboob
Chand sitaro mein hai mera mehboob
Laakho mein hazaaro mein hai mera mehboob
Chand sitaro mein hai mera mehboob
Yeh prem pyaar pyaar
Yeh prem pyaar bada kathin yaar
Bacho ka khel samjho na yaar
Yeh prem pyaar bada kathin yaar
Bacho ka khel samjho na yaar
Aaye gaye aaye gaye kitane hazaar
Pahuchat na koi dariya ke paar
Yeh prem pyaar bada kathin yaar
Bacho ka khel samjho na yaar
Mohabbat na chhodun zamane ko chhodun
Mohabbat na chhodun zamane ko chhodun
Mohabbat me apne begaane ko chhodun
Mohabbat na chhodun zamane ko chhodun
Mohabbat falak hai mohabbat zameen hai
Mohabbat nahi hai to kuchh bhi nahi hai
Mohabbat na chhodun zamane ko chhodun
Mohabbat na chhodun zamane ko chhodun
Yeh to hallu hallu ho hallu hallu hallu
Yeh to hallu levat jaan jaan jaan jaan
To ise bhaag le aye nadan nadan
Man ko sambhal kehna maan
Kiya jisne pyaar bura uska haal
Yeh to hallu levat jaan jaan jaan jaan
Mohabbat ka anjaam kuchh bhi ho chahe
Yeh chahat ka najaam kuchh bhi ho chahe
Main zinda raha to mohabbat karunga
Main zinda raha to mohabbat karunga
Main mar bhi gaya to mohabbat
Mohabbat mohabbat karunga
Laakho mein hazaaro mein hai mera mehboob
Chand sitaro mein hai mera mehboob
Laakho mein hazaaro mein hai mera mehboob
Chand sitaro mein hai mera mehboob.