Bijli ho ya ghata ho ik shokh dilruba ho
Tufa ho ke bala ho bhagwaan jaane kya h
Ho khub magar aise jaane jigar
Kya cheez ho zalim kya kahiye
Gusse ke ada matwali nazar
Kya cheez ho zalim kya kahiye ho
Khub magar aise jaane jigar
Kya cheez ho zalim kya kahiye
Gusse ke ada matwali nazar
Kya cheez ho zalim kya kahiye
Rukiye to zara kahiye to bhala
Rukiye to zara kahiye to bhala
Kyo zulm ye mujhpe kya hai
Khata bemaut hi mara jaata hu
Kis baat ki di jati hai saza kis
Baat ki di jati hai saza
Kehta hai mera har zakhme jigar
Kya cheez ho zalim kya kahiye
Gusse ke ada matwali nazar
Kya cheez ho zalim kya kahiye ho
Khub magar aise jaane jigar
Kya cheez ho zalim kya kahiye
Gusse ke ada matwali nazar
Kya cheez ho zalim kya kahiye
Katil ye ada jis ghar jaaye
Katil ye ada jis ghar jaaye
Us ghar ka safaya kar jaaye
Insaan bechara cheez hai kya
Shaitaan bhi tumse dar jaaye
Shaitaan bhi tumse dar jaaye
Tumne hi meri todi hai kamar
Kya cheez ho zalim kya kahiye
Gusse ke ada matwali nazar
Kya cheez ho zalim kya kahiye ho
Khub magar aise jaane jigar
Kya cheez ho zalim kya kahiye
Gusse ke ada matwali nazar
Kya cheez ho zalim kya kahiye.