naacho gaao dhum machaao
aao chalo jashn manaao
khushiyo bhara ye sama hai
taal se taal milaao
are naacho gaao dhum machaao
aao chalo jashn manaao
khushiyo bhara ye sama hai
taal se taal milaao
khane ki pine ki aazadi hai
yaro meri behna ki shadi hai shadi hai
yaro meri behna ki shadi hai shadi hai
meri behna ki surat, sone ki maina jaisi
are nahi kisi ki behna jag me, meri behna jaisi
heere jaisi ankhe uski, moti jaisi baate uski
vo hai kudrat ki jadugari
vo lagti hai pariyo ki pari
dulhan hai ya koi shehjadi hai
yaro meri behna ki behna ki shadi hai
yaro meri behna ki shadi hai shadi hai
tu leti ja tu leti ja
behna bhiya ki duaye
teri raho me kabhi kahi na
gam ke saye aaye
is dil ko hume samjhana hai
tujhe sajan ke ghar jana hai
hum lakh kare koshish lekin
aankho se aansu aana hai
sab ne milkar doli yaha saja di hai
yaro meri behna ki shadi hai shadi hai
yaro meri behna ki shadi hai shadi hai
are naacho gaao dhum machaao
aao chalo jashn manaao
khushiyo bhara ye sama hai
tal se tal milao
khane ki pine ki aazadi hai
yaro meri behna ki shadi hai shadi hai
yaro meri behna ki shadi hai shadi hai
meri behna ki shadi hai shadi hai
yaro meri behna ki shadi hai shadi hai
yaro meri behna ki behna ki shadi hai
yaro meri behna ki shadi hai shadi hai.