Jab se dekha hai
Tere haath ka chand
Maine dekha nahi
Raat ka chand
Oh oh jab se dekha hai
Tere haath ka chand
Maine dekha nahi
Raat ka chand
Dil mera kho gaya
Bekhabar ho gaya
Dil mera kho gaya
Bekhabar ho gaya
Kaisa tha pehli
Mulakat ka chand
Jab se dekha hai
Tere haath ka chand
Maine dekha nahi
Raat ka chand
Khuli khidki se hawa jo aaye
Teri aanchal ki
Woh khushboo laaye
Chalaya jadoo
Yeh tune kaisa
Ke haal hai mera
Deewano jaisa
Aasman juk gaya
Pal wohi ruk gaya
Koyee aahat huvi to
Dhadakne laga dil mera
Oh oh jab se dekha hai
Tere haath ka chand
Maine dekha nahi
Raat ka chand
Oh hamesha mujh
Ko teri yaad aayi
Tujhe hi chahe
Meri tanhayi
Tujhe main socho
Akele pan mein
Teri dhadkan hai
Meri dhadkan mein
Raat bhar jaagti
Yeh dua maangthi
Mere mehboob jaldi se
Ab saamna ho tera
Oh oh jab se dekha hai
Tere haath ka chand
Maine dekha nahi
Raat ka chand
Dil mera kho gaya
Bekhabar ho gaya
Dil mera kho gaya
Bekhabar ho gaya
Kaisa tha pehli
Mulakat ka chand
Jab se dekha hai
Tere haath ka chand
Maine dekha nahi
Raat ka chand.